Postpartum Care β The Traditional Way
Delivery ke baad maa ke jism ko taqat, garmi aur achi ghiza ki zaroorat hoti hai. Isi liye hamare gharon mein sadiyon se panjeeri, gond aur dry fruit laddus khilaye jate hain. NutriSafrins ke laddus aur panjeeri isi riwayat ko ghar ke tareeqe se aap tak pohanchate hain.
Energy & Strength
Desi ghee aur dry fruits se bhari energy, jo thakan ke dino mein sahara deti hai.
Traditional Warmth
Gond, ajwain, sonth aur dry fruits ko riwayati tor par “garam” ghiza mana jata hai.
Rich in Nutrients
Badam, akhrot, til aur seeds mein healthy fats, protein, calcium aur iron hota hai.
Nourishing Ghiza
Riwayati tor par in cheezon ko feeding moms ki ghiza ka hissa banaya jata hai.
Fibre for Digestion
Whole grains, oats aur seeds ka fibre hazme ko behtar rakhne mein madadgar hai.
Homemade & Pure
Ghar jaisa bana, bina preservatives β jaisa maa ke liye hona chahiye.